Dard Shayeri

1)Qaafilon ke qaafiley qadmon ke nishaan chorr gaye,
   Aik hamara hi dard tha jo hijrat na kar sakaaa..


2)Zakham de kar na puch dard ki shiddat,
   Dard to phir dard hai, kam kya, zeyaada kya..


3)Ranjj hai ya be’basi hai,
   Jo bhi hai musalsal hai.



4) Mohabbat karne waley kam na hon ga,
    Teri mehfil mein lekin hum na hon ge..



5) Sham sy pehlay ik diya jalana chahta hon ,
    Main aj apni mohabat ko aazmana chahta hon ,

6) Yeh aana parast log hai andr sy tootay huye ,
    Main yeh baat duniya walon ko btana chahta hon ,





7)‘Aapne Hi Shehar K Log Satane Lage,
‘  Yar Apni Mahfil Se Uth K Jane Lage

‘  Jab B izhar E Jazbat Chaha Main Ne,
‘  Log Apna Apna Dard Sunane Lage,



8) kahnay ko myra uss say koi waasta nahi,
    "Amjad" magar wo shakhs mujhy bulta nahi,

    Darta hun ankh khotun to manzar badal na jay,
    main jaag to raha hun magar jaagta nahi,



9) Dil-e-nadaan tujay huwa kaya hai,
    Aakhir iss dard kee dawa kaya hai,

     Hum hain mushtaq aur wo byzaar,
      Ya ilahe ye maajra kaya hai,

10) Main b moun may zaban rakhta huun,
       Kash puchun K madda kaya hai,

      Roshni meri bohat door tak haye gi,
     Shart yeh hai ke saleekey se jalao mujhko..

0 comments:

Post a Comment